We’ve updated our Terms of Use to reflect our new entity name and address. You can review the changes here.
We’ve updated our Terms of Use. You can review the changes here.

Jaago ज​ा​ग​ो

by LIFAFA

/
  • Streaming + Download

    Includes unlimited streaming via the free Bandcamp app, plus high-quality download in MP3, FLAC and more.
    Purchasable with gift card

      $4 USD  or more

     

1.
Doob raha hai yeh desh yahaan aaj saath nahin zubaan jeelo yeh zindagi ya chodo yeh jawaani jaago jaago jaago jaago
2.
Maine pee liya zeher zara mujhe khush kar baatein nahi kuch ga de sahi yun hi khatam jawani
3.
jeene ka hai maamla baazu mein ilaaj seene se hataado aag kaanon se woh baat chod aao woh jaat chod aao bhagwan aur aao mere saath aao mere saath bhool jao bhool jao waadon ko tum tod do dhaagon ko to kaat saanson ko tum chod do dheela hai to maan chod aao woh jaat chod aao sansar aur aao mere saath aur aao mere saath aao mere saath bhool jao khil jao bhool jao
4.
choda maine sapna tere liye apna tu to nahi badla mujhko hai dar teri fikar teri fikar kya hai woh jo apna mujhko bhi sikhaade paani to pila de mujhko hai dar teri fikar aise taise baaton mein hum bigaad jayenge daude yahaan se to phisal jaayenge sach hai tu haseena jis ka dil hai saaf jisko maine cheena chilka chod diya thi meri nadaani ki mein na sun saka socha mein tha kaafi lag gayee hai hawa par ab mein yahaan hai aur ab tu yahaan hai peeche dawaa hai aage hai pyaar dheere dheere dheere aayenge ruk mat jaanam hum bhi tere saath hawa lenge kabhi kabhi kabhi jaanam hum bhi tere khwaab mein shyamil the kabhi mat uthna kabhi mat rona jab mein chahoon duniya sajaaon duniya sajaaon duniya sajaaonga duniya sajaaonga
5.
6.
Jaadu, tera yeh jalwa pee loon, jab kaabu mein aati nahi yahaan mein jaaga nahi wahaan tu soti nahi ab mein zyaada nahi mangti par phir kya hai ye mujh me kami tera pyaar laaya kahin jahaan raat aati nahi ghar aaja ghar aaja ghar aaja
7.
meri aankhein jhooti nahi in meh baatein meethe nahin woh zamaana woh to gum gaya mere haathon se woh mit gaya mein hoon nagma ooncha nahin tha meh sadma jo bhara nahin teri baahon mein meh so gaya tha woh sapna jisse meh bhool gaya jahaan se aaye the woh to bhool gaye aur ab hum jaaye kahaan isko peekar chadhi nahi woh the aasoon haseen nahin ek aandhi ka tha intezaar barbaadi ka mein rishteydaar jeena koi jurm nahi darna nahi badhna nahi jahaan se aaye the woh to bhool gaye aur ab hum jaaye kahaan jaaye kahaan mein hoon nagma
8.
MJRH 03:31
mein jee rahaan hoon boond par na koi sahara na koi safar jaan jayegi jab meh safal taaron ko dekho mein hoon amar mein jee rahaan hoon boond par na koi sahara naaaaaa na koi

credits

released January 1, 2019

license

all rights reserved

tags

about

LIFAFA New Delhi, India

contemporary music from Delhi

contact / help

Contact LIFAFA

Streaming and
Download help

Redeem code

Report this album or account

If you like LIFAFA, you may also like: